Comments on “Safarnama Turkey”
Assalam Alaikum Scribd se Safanama download karne ki koshish kar raha hun. NahiN ho pa raha hai. Kya aap meri madad kar sakte haiN. Aap ki website raat hi me daryaft kar li aur kitab bhi download karli. 104 safhat padh bi chuka huN. Baqya aaj raat mukammal kar lunga Insha Allah. Main India meiN ek college meiN Associate Professor huN. Urdu mera subject hai. Turkey ki Kayseri University mein aainda 5 aur 6 may 2011 ko Ist International Symposium on Asian Languages & Literetures mein shirkat kar raha hun. Aap ka safarnama bahut mufeed hai balke andaze tahreer bhi dil pazeer hai. Allah kare zore qalam aur zyada … Lage hathoN Shaksiyat wali kitab bhi download kar li hai. Us par bhi padhne ke bad tassurat zaroor dunga. Duaon ka talib. Saleem Mohiuddin Dr. Saleem Mohiuddin Maharashtra, India April 2011 ڈئیر سلیم صاحب وعلیکم السلام ورحمۃ اللہ ماشاء اللہ آپ کے پڑھنے کی اسپیڈ بہت اچھی ہے۔ مجھے افسوس ہے کہ ترکی کے سفر میں […]